Type Here to Get Search Results !

TOP 5 BEST BLUETOOTH CALLING SMARTWATCH | WITH AMOLED DISPLAY UNDER 5000Rs

Best Bluetooth Calling Smartwatch With Amoled Display | Top 5 Fire Boltt Smartwatch 


Hey Dost Agar Aap Dhund Rahe Hain Ek Fire Boltt Smartwatch Jisme ki Aapko Mile Blutooth Calling Function with Amoled Display.
 Toh hum iss post ke jariye Aapke liye Laye hain Fire Bolt Ki Top 5 Best Blutooth Calling Function Smartwatch, jisme ki Aapko Amoled Display bhi dekhne ko miljayegi.

Humne in pancho Smartwatch ko unke current price range ke hisab se 1 to 5 list kiye hain And yeh Smartwatches Aapko 4 se 5000 Rupaye Ke budget price par miljayegi.

Toh Baat Karte Hain humare list ke pehle number ki Smartwatch ki jo ki hai Fire-Boltt Atom.

1- Fire-Boltt Atom 


Yeh Fire Boltt Atom Fire Boltt Ka Ek Newly Lunch Smartwatch hai. Baat Karein Isske Features And Spects Ki Toh
Yeh Smartwatch Aati Hai 1.3" Ki Amoled Display Ke Saath and issme 360 × 360 Pixel Ki RGB High Resolution Dekhne Ko Miljaati Hai.

Yeh Smartwatch Aapko Metal Body Ke Saath Miljaati Hai, and Metal Body Hone Ke Wabjut Yeh Smartwatch Kafi Light Weight Ke Saath Aati Hai. Iss Smartwatch Ki Straps Quality Aachi Miljaati Hai Jo Ki Ek Comfortable Feel Deta Hai.

Iss Fire Boltt Atom Smartwatch Me Blutooth Calling Function Bhi Miljaati Hai Jo ki Ek Good Quality Ki Calling Deti Hai.
Issme Aapko in-built Mic and Speaker miljaati Hai and Iss Smartwatch Me Aap Gaane bhi Sun Sakte hain.

Iss smartwatch me Aapko multiple Watch Faces dekhne ko miljaati hai jisse Aap apne hisab se set kar sakte hain.
Baat karein isski Health Monitoring Features ki toh issme Aapko
-> SpO2 Monitor
-> Heart Rate Monitor and 
-> Sleep Monitoring Features bhi Miljati Hai Jo Ki Ek Quite Accurate information Deti Hai.

Yeh Fire Boltt Atom Aati Hai 120 Sports Mode Ke Saath Jo Ki Aapke Fitness Goal Me Madat Karti Hai.
Issme Aapko IP67 Ki Water Resistance Miljaati Hai.
Iss Fire Boltt Atom Smartwatch Ki Agar battery Backup Ki Baat Karein Toh issme Aapko Normal Use Me 5-6 Days Ki Battery Runtime Miljaati Hai and Agar Heavy Use Karte Hain Toh Lag bhag 1 Se 2 Din Chaljayegi.

Toh Badhte Hain Humare Next Smartwatch Ke Taraf Jo Ki Hai Fire Boltt Thunder.



2- Fire Boltt Thunder 



 

 Yeh Fire Bolt Thunder Smartwatch Aati hai 1.32" Ki Full Touch Amoled Display ke Saath and issme Aapko 360×360 Pixel Resolution Miljaati hai.
Iss Smartwatch Ki Straps Ki Baat karein Toh Isme Aapko Sillicon Straps Miljaati Hai Jo Ki Ek Comfortable Feel Deta Hai.

Iss Smartwatch Me Ek Aachhi Quality Ki Blutooth Calling Function Bhi Miljaati hai and
Issme Aapko
Quick Dial Pad
Save Contacts
Call History ka bhi option dekhne ko miljaati hai.

Yeh Fire Boltt Thunder Aati he inbuilt mic and speaker ke saath jo ki Aapko Calling me madat karti hai saath hi Iske speaker se Aap Aapke wrist watch me Gane Sun Sakte hain.

Saath hi iss smartwatch Se Aap Apne TWS bhi connect karsakte hain and Songs Enjoy Karsakte hain.

Yeh Smartwatch Aati hai Smart Health Monitoring Features Ke Saath Jisme Ki Aapko
-> SpO2 Monitor
-> Heart Rate Monitor
-> Sleep Monitor
-> Body Temperature and
-> 30 Sports Mode bhi Miljati hai

Iss Smartwatch me Aapko Voice Assistant Features bhi Miljati hai Toh Kuch features like Weather Details and Alarm Set Aap Apne Ek Comand Se Prapt Karsakte hain.

Iss Smartwatch Se Aap Apne Smartphone Ki Camera Bhi Control Karsakte hain.
Yeh Smartwatch Aapko IP68 Ki Water Resistance Deti Hai So You Don't Have To Worry In Rain.

Talking About Battery Life Using Calling Function and Hearing Songs In Watch, Yeh Smartwatch Aapko 2 Se 3 Din Ki Battery Runtime Deti Hai.
And Kuch Features Off Rakhe Call Kam Karein Toh 4 se 5 din Tak Chaljayegi.

Price Ki Baat Karein Toh Amazon Par Iss Smartwatch Ki Current Price Hai 3,998Rs.
Smartwatches Ki Price Badhti Hai and Ghatti Hai.Toh Agar Price Badhti Bhi Hai Toh Yeh Smartwatch 4 Se 5000 Rupaye Ke Budget Me miljayegi.

Humari Next Smartwatch Hai Fire Boltt Nucleus



3- Fire Boltt Nucleus 

Yeh Smartwatch Bhi Fire Boltt Ka Newly Lunch Smartwatch Hai. And Flipkart pe Isski Ratings And Reviews Ki Baat kare Toh Iss Fire Boltt Nucleus Smartwatch Ko Kaafi Aachi Ratings & Positive Reviews Mili Hai.

Baat Karein iss Smartwatch Ki Features Ke Bare Me Toh Yeh Smartwatch Aati hai 1.78" Ki Amoled Display Ke Saath and issme Aapko 368×448 Pixel Resolution Miljaati Hai.

Humne Jo Do Smartwatch Ke Bare Baat Kiye Woh Dono Hi Smartwatch Round Dial Shape Ke Saath Aati Hai But Iss Fire Boltt Nucleus Me Square Dial Pad Dekhne Ko Miljayegi. 

Yeh Smartwatch Aati hai inbuilt Mic and Speaker Ke Saath Jo Aapko HD Calling Function Deti Hai. And issme Aapko voice assistant ki bhi features miljaati hai.

Health Tracking Features ki baat karein toh issme Aapko
-> SpO2 Monitor
-> Heart Rate Monitor
-> Steps Count and Calories Count
Ki Features bhi Miljati hai

Iss Fire Boltt Nucleus me IP67 ki Water Resistance bhi miljati hai.

Battery backup ki baat karein toh issme Aapko 7Days ki battery backup miljaati hai.
Toh Chaliye Baat Karein humari Next Smartwatch ki jo ki hai Fire-Boltt almighty.



4- Fire Boltt Almighty 

Yeh Fire Boltt Almighty Aati hai 1.4 inch ki Always On Amoled Display ke saath and issme Aapko 454 × 454 pixel ki ultra high resolution screen miljaati hai

Iss Smartwatch Ki inbuilt Speaker and Mic Aapko Blutooth Calling Features Provide Karti hai jisse ki Aap Kisiko bhi Call Karsakte hain and kisika bhi call receive karsakte hain Aapke wrist watch se.

Google or Siri ki voice assistant features isme dekhne ko milti hai and iss Fire Boltt Almighty Smartwatch me leather straps milti hai.
Iss smartwatch ke jariye Aap Apne health monitor karsakte hain like
-> SpO2
-> Heart Rate and
-> Blood Oxygen Level 

Iss Smartwatch me Aap apne Favourite Songs bhi enjo karsakte hain.

Battery Capacity Aapko issme 10 days Tak miljayegi in normal use, jo ki peechle Smartwatches se thodi Aachi battery backup deti hai.
Issme Aapko IP67 ki Water Resistance milti hai, IP68 milti to yeh Smartwatch aur bhi aacha hota.

Baat karte hain humari Next and last Smartwatch ki jo ki he Fire Boltt Invincible.



5-Fire Boltt Invincible 




Yeh Smartwatch Aati hai 1.39" ki Amoled Display ke saath jisme ki Aapko 454×454 Pixel Resolution Miljaati hai.

Issme Aapko Blutooth Calling Function miljati hai with Dial Pad. And iski Built in mic and speaker HD Sound Quality Deti hai.

Songs Lover ke liye yeh Smartwatch Best Hosakti hai kyun ki issme 8GB Storage Capacity miljaati hai jisme ki 1500 Songs store karsakte hain. And iss Smartwatch Se Aap Apne TWS bhi connect karsakte hain.

Iss smartwatch me Aapko voice recorder ka bhi features miljaati halaki utni aachi quality ki voice record nahi hoti hai but it's good.

Iss Fire Boltt INVINCIBLE Smartwatch me Aapko Health Monitoring Features Like
-> Heart Rate Monitor
-> SpO2 monitor
-> Sleep Tracker and 
-> 100 Sports Mode bhi miljati hai

Saath hi iss smartwatch me Aapko 100+ Cloud Watch Faces miljaati Jisse Aap Apne hisab se customise karsakte hain.

Baat karein isski battery ki toh yeh Smartwatch Normal Use me 7 days Tak chaljayegi.
Toh yeh thi humari Top 5 Best Amoled+blutooth calling Fire Boltt Smartwatch jo ki Aapko 4000 to 5000Rs ke around miljaati hai.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.